Mere khawbon ko sajaoo na !ye dil kar raha ha !
Mere khawbon ko sajaoo na !ye dil keh raha ha !mujhe gheet tum sunao na ! ye dil kh raha ha !
meri dharkano men ho tum!
meri jan o dil men ho tum !
mujhe dharkano men basao na!
ye dil keh raha ha !
meri suboh ka cheen ho tum !
meri raat ka sukoon ho tum !
muhje apna tum banao na !ye dil keh raha ha !
tu ha chahtoon ka mela!teri chahatain hain be panah!
mujhe apni chahat banao na !ye dil keh raha ha!
Written by Aahil umar
No comments:
Post a Comment