Aana jana lga hoa ha "Sarkar ki gali men "
Aana jana lga hoa ha "Sarkar ki gali men "
muj sa aasi bi khara ha "Sarkar ki gali men"tere dar py jo bi aya kbi khali na gya wo"
men bi lene aa gya hon " sarkar ki gali men "
men bhout gunahgar hon mje maaf kar dy "Mola"
roo roo ky kh raha hon " Sarkar ki gali men "
teri rahmatoon ky darpyy men khara hon aj dar py "
ek ghar bna raha hon " Sarkar ki gali men "
teri rahmatoon ki barsaat har ek py ho rai ha "
gadha ban,na chahta hon " Sarkar ki gali men "
ye hi "arzo-e-Umar" kb aye ga woo ek Din "
dafnaya jaoon ga men "Sarkar ki gali men "
Written by Aahil umar.......
No comments:
Post a Comment